Aim of this bloging

Namaskar doston,
Mera main uddeshya bloging karne ka yeh hai k maine ise kyon tyaar kiya hai.
apne vicharon se, apni soch se aap sabhi ko ru-baru karana or aap ki rai jan na,ek or baat jo main aap se kehna chahta hoon woh ye ki my father(Late Sh.G.P. Saxena) was is also writer,but he is no more. His neek name was "Chitransh". mere pita mujhe bahut pyar karte thye or main bhi lakin muje unki bahut yaad aati hai.aaj yadi woh hote to kitne khush hote,lakin kya karen samay par kisi ka bus nahin chalta.par maine bhi soch liya hai ki main nirashavadi nahin ashavadi rukh apnaunga or poori shakti ke sath paristhitiyon ka samana karoonga.
apni kuch shayri sunata hoon aapko--arz kiya hai--
Yeh duniya badi zalim hai,
tum is ki parvah na karna!!
ho sake to tumhen apna,

kahne walon se darna!!
kash ke apne to apne hote,
hum or tum gairon ke na hote!!
yeh gair tabhi to apno se kahin jyada hain,
hume or tumhe tabhi to inki parvah jyada hai!!

bus abhi itna hi
ShikharAkash

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट