Ayodhya ka arth

Ayodhya ka naam Ayodhya kyun ?
Raja dashrath ke nagri or bhagwan Ram ki janam bhoomi "Ayodhya" ka naam ayodhya kyun hai ? kya aap ne kabhi yah jan ne ki koshish ki. hume maloom hai nahin kyunki kabhi is bare me socha hi nahin. to aaiye hum aap ko batate hain ki ayodhya ka naam akhir ayodhya kyun hai or kis karen se yeh nagri ayodhya kahlayi--"Shiri mad walmikiya ramayan bhasha saton kand sampoorn" ke anusaar --"ayodhya ka matlab wah bhoomi jahan kabhi yudh na hua ho, =Ayodhya.(jahan koi dukhi,daridra,bhookha or apavitra,papi na ho,apne raja par sampoorna wishwas or astha ho)-aise raj wali bhoomi thee Ayodhya, jahan ram rajya thaa. aisi pavitra bhoomi hua karti thee Ayodhya.
ShikharAkash
Editor-SamaySapeksh
Dated-19, Jan.2009
Time-6.15am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट