Apas ki baat

ShikharAkash
(editor-SamaySapeksh)

Suprabhat!! desh wasion,




aaj mein pehli baar aap sabhi se mukhatib hoon.apne blog "Rok sako to rok lo" par. doston ye inter net ki duniya hai jo hume aapas main jode
rahkti hai. kahete hain apni baat yadi doosron tak pahunchani ho to blog sabse achcha zariya hai.
mujhe logon se milna baaten karna unke vichar janna achcha lagta hai. main aap sabhi ko aamantirt karta hoon, aap sabhi ka swagat karta hoon apne is manch(blog)par or yeh wishvas dilata hoon ki aap is blog ko padh kar or dekh kar mayoos nahin honge, mujhe poora bharosa hai.
abhi itna hi.
Shubh mangal kamnayen.
Dated 18,Nov.2008

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट