Media ko bhi badhai deni hogi

Nmaskar doston!!
kal tak Mumbai me jo hua,ab humian us se sabak lena hoga or is dauraan media ne jo sahayog diya hai woh bhi nahin bhoolna chahiye,kyonki media persons ne bhi apni jaan ki baazi laga kar hum sabhi ko jo live covrage diya woh bhi bahut jokhim bhara kaam hai, poori media is ke leye prashansa ki pattra hai. ab samay agaya hai is desh ke neta jag jain or sahi karya karen, nahin to is bar inhen janta ka vot tak naihn milega sarkar banane ke liye. ochchi rajneeti tyag kar ek ho kar is desh or is desh ki janta ke liye kaam karen.
bas aaj itna hi.
ShikharAkash
Editor-SamaySapeksh
Dated-30.Nov.2008
Time-10.35am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट