bharat ko karyawahi karni chahiye

Nmaskar doston!!
kabhi kabhi yeh lagta hai ke akhir hum logon ki soch itni kharab kyun hoti ja rahi hai,jo kisi ka nuksan karne me zara sa bhi nahin waqkt nihin lagate o bina soche samjhe kam kar jate hain,kuch aisa hi hal pakistan ka in dino hai.kya woh yeh janta hai ki jis rah par woh chal raha hai woh rah barbadi ka ishara kar rahi hai woh bhi poore pak ka.badaasht ki bhi hud hua karti hai.yadi nahi samajh me aata hai to fir der kis baat ki bharat ko bhi pak par iksi bhi karyawahi ko karne ki poori izazat milni hi chahiye.
Kal fir mulaqat hogi.
ShikharAkash,
Editor-SamaySapeksh.
Dated-21,Dec.2008
Time- 6.am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट