Pak ke khilaf sabhi vikalp khule

Nmaskar doston!!
aaj baat karte hain bahrat pak sambandhon ke,in dino bharat ne jo dabaw pak par banaya hai weh sahi hai main to kahta hoon is tarah ka dabaw bahut pahle hi banaya jana chahiye thaa.aaj ke parivesh ki yadi hum baat karen to halat zyada kharab ho chuke hain aise me yadi bharat pak ke khilaf sabhi vikalp khule rakhne ki bat kah raha hai to weh apni jagah ek dum sahi hai,is baat ko bhale hi sarkar na kahe kintu,ab yeh saaf ho chuka hai poori duniya me ki bharat-pak yuddh ke muhane par hain,yadi pak nahin mana to yeh sambhav bhi ho sakta hai.
kal fir mulaqat hogi.
ShikharAkash,
Editor-SamaySapeksh.
Dated-20.Dec.2008
Time5.45am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट