Pak ko Pak ki bhasha me jawab dena hoga

Nmaskar doston!!
kal apko maine dwarikdhish mandir ke bare me btaya tha.aaj kuch or charcha karte hain,kya aapko lagta hai ke Pakistan atankwad ko lekar gambhir hai nahin na to phir bharat ko ab iks baat ka praman chahiye.hum apni ranneeti khud tya karni hongi or khud pak. ko jawab dena hoga. humare pass bhi kai vikalp hain, yadi INDIA chahe to Pakistan ko usi ki bhsha me jawab diya ja sakta hai, or dusra vikalp hai Pak me isi tarah atankwad phalana, yahi ek rasta hai bharat se atankwad ko mitane ka. kya bharat sarkar aisa kar payegi? yeh ek mahatvapoorn sawal hai.
arz kiya hai---
"ke ab hume nahin,tumhen marna hoga,
begunhon ki mout ka hisab dena hoga.
bahut ho chuka ka ye khoni khel,
aj nahin to kal humare hatho se
tumhe bhi marna hi hoga.
kal phir mulaqat hogi.
ShikharAkash,
Edtor-SamaySapeksh.
Dated-12,Dec.2008.
Time-6.35am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट