Sahi samay hai Pak ko gherne ka.....

Nmaskar doston!!
hum or aap kal jis charcha me ulje hue rahe woh aaj akhbaron me surkiyan ban chuki hai ki pak ko jawab dena hoga . woh is zimmedari se peeche nahin hut sakata. barhal hume yeh dabaw banye rakna hoga, kunki ab woqut aa gaya hai or yahi samay hai ki jab pak ko ghera ja sakta hai, nahin to woh hath aane wala nahi. jab tak koi thos karyawahi nahin hoti tab tak yunhi bane rahna hoga, aap khud is baat se inkar nahin kar sakte ki Bharat-Pak sambandh in dino nazuk dour me hain or kyon na hon. Pak ko aatankwaad har keemat par rokna hi hoga,yadi wah Bharat se sambandhon ki behatri chahta hai.
kal phir mulaqat hogi.
ShikharAkash,
Editor-SamaySapeksh
Dated-23,Dec.2008
Time-5.30am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट