Shri Govardhan maharaj.......

Nmaskar doston!!
sardi tez ho rahi hai or apna bachav bhi karna hai, aaj mera man Govardhan jakar parikrma lagne ka hai,jo aaj main poori karoonga---
"shri govardhan maharaj,maharaj tere mahte mukut biraj rahyo,
teri saat kos ki parikamma, to pe pan chadhe to pe phool chadhe,
or chadhe doodh ki dhar-o-dhar ,tere mathe mukut biraj rahyo."
to asi hai giriraj maharaj ki mahma. kahte hain astha or shraddha se parikrma lagao to sabhi manorath poorna hote hain.Braj raj asi auoshdhi hai jise pane ko devta bhi taraste hain,jise pakar jeevan dhanya ho jata hai.Giriraj maharaj ki mahima aprampar hai jeevan me ek bar zaroor inki parikrma karni chahiye.
bus aaj itna hi kal fir mulaqat hogi.
jai giriraj maharaj ki.
ShikharAkash,
Editor-SamaySapeksh
We are lounch our website-www.samaysapeksh.com very soon.
pl. wisit it,thanks.
Dated-16.Dec.2008,
Time-6.15am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट