Tum kitna bhi bachne ki koshish karo.....

Namaskar doston!!
Kaise hain aap ? aaj apko phir ek bar shayri bhare mahol ki taraf liye chalte hain. zhan aap sukun-o-fursat se chand lamhe guzar saken. to janab zara gour farmaiyega, arz kiya hai----
"ke bahuton ko dekha na dekha tujh sa yaar koi,
tere jaisa na humraaj mila na humsafar koi.
baat jab chal hi rahi hai to bhi ye jaan le,
ke kuda ke bad is zami par gar mera koi,
apna hai to tu hai bas to hai or na duja koi,
yahi hqiqat hai tu aaj ye jaan bhi le sathi,
tere jaisa na humraaj mila na humsafar koi."
kal pakistan ko ek atankwadi Ajmal amir iman ne khud apne pak atankwadi hone ka sabut diya hai ab pakistan kya daleel dega, zahir si baat hai adtan jhooth bolega or bol raha hai. to suno----
"tum kitana bhi bachne ki koshishen karte raho ek din fande me to humare bhi tum aaoge,
poochenge ke ki kya mila tumhen hum se dushmai me phir tum mout ko khud gale lagaoge.
kal phir mulaqat hogi.
ShikharAkash.
Editor-SamaySapeksh
Dated-15,Dec.2008,
Time-6.25am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट