Azibo-garib roop me mayawti ka janam din mana

BREKING NEWS!!
kal poore U.P. me CM Mayawti ka janam din pahali bar bade hi azibo-garib andaz me manaya gaya. kahin thu-thu diwas,kahin kala diwas to kahin chada diwas or ugahi diwas ke roop me khoob zosh-o-kharosh ke sath mana, wahin dusri taraf BSP ne rali ka ayojan kar is din ko shorya diwas ke roop me manaya or mayawati ka gungaan kiya.to is shahi andaz me U.P. ki CM Mayawati ji ka janam din ke janam din par janam din manane ke kai andaz pardesh ki janta ne apni aankhon se pahali baar dekhe.
ShikharAkash
Editor-SamaySapeksh
Dated-16, jan.2009
Time-6.12am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट