Ghotalon ka karobaar..............

Shere Bazar: Jahan ghotale kar logon ko barbad kiya jata hai--Shikhar Akash
"Is desh ki janta ki mehnat ki kamai ko dakarne me logon ko maza aane laga hai, jin logon ne satyam computer me paisa lagaya woh to dono taraf se mare gaye. naa to profit or na hi mool dhan wapas le paye.shere market ek hi jhatke me malamal kar deta hai or doosre jhatke me khak me mila deta hai.yah is bazar ki parampara hai jahan log lute bhi hain or bante bhi hian.sher me log paisa is liye dalte hain ki unko profit milega kintu aisa aksar nahi hota yahan jama poonji bhi lut jaya karti hai or aap barbad bhi hua karte hain.satyam computers me paisa fansaye hue un logon ke dil ka haal poochiye jo aaj barbad ho chuke hain.ramlinga "raju" jaise logon ko sarvjanik roop se saza milni chahiye yeh isi ke layak hain, janta ke saath dhokha or froud karne walon ko sakht saza milni chahiye."
(samay sapeksh Jan. edition)

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट