Janam din ke naam par

Namaskar doston!!
U.P. ki C.M. Mayawati ka janam din aane wala hai or poore u.p. me in dino jam kar ugahi chal rahi hai medam ki theli bhent karne ki hod machi hai,logon se zabran paisa nikalwaya jaa raha hai, or nahi dene par eng. manoj gupta jaisa haal kiya jaa raha hai.Firozabad me bhi isi tarah ki ghtna hui hai akhir janam din ke naam par kitno ki jaan lengi mayawati? koi batayega? kya is tarah mayawati dobara satta me vapas lot sakengi. sharm aani chaiye.
ShikharAkash
Dated-5,Dec.2009
Time-6.05am

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट