Trahi maam Trahi maam...............

Namaskar doston!!
Satyam Computer ne logon ko jis tarah thaga hai woh ab kisi se chupa nahin hai,aaj adhiktar log trahi maam kar rahe hain.yeh prakran is desh ke liye sharm ki baat hai, jin logon ne satyam ke shear kharide hain woh log buri tarah barbaad ho chuke hain.Satyam ka ghotala logon ke samne aaya or lakhon log barbad ho gaye,kya in logon ke baare me koi sochega?
ShikharAkash
Editor-SamaySapeksh
Dated-07.jan.2009
Time-12.55pm

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट