badnaam karte hain muhabbat ko

Logon ka kya hai...
Logon ka kya hai,woh badnaam karte hain muhabbat ko,
jise mil jati hai muhabbat woh thukara deta hai logon ko.
pak-muhabbat hi mila deti hai aksar yahan do dilon ko,
yeh baat bahut der se samajh me aati hai aksar logon ko.
tum ne chaha mujh ko yaa phir maine chaha tumko,
arzoo yahi rahati hai hamari muhabbat mile hum ko.
saccha pyar nahin milta hai aksar har kisi ko,
Logon ka kya hai,woh badnaam karte hain muhabbat ko.
SHIKHAR AKASH

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट