HAQEEQAT

Dour-a-mashkkat ke bad bhi dil-a-sukun kahan,
kahane ko sub apne hain par apna na koi yahan.

poore josh-o-kharosh se zindigi shuru hoti yahan,
shaam ko aksar paas rah jati hain veeraniyan.

ke zikra na karna kisi se bhi dekho tum wahan,
hum ne to ladna seekh liya hai halaton se yahan.

kyun or kise fursat hai jo koi mera humraaz bane,
hain badhaiyan unko jinke humraaz hain yahan.

Dour-a-mashkkat ke bad bhi dil-a-sukun kahan,
kahane ko sub apne hain par apna na koi yahan.

ShikharAkash

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट