logon ne is muhabbat ko badnam kiya hai.

Maine tumhe chah kar kya gunah kiya hai,
logon ne is muhabbat ko badnam kiya hai.

shukra guzar hoon tumhara main dil se,
chalo kam se kam tumne apna jan to liya hai.

khuda ka karam hai jo tum mil gaye dekho,
meri chahat ko tum ne apna naam diya hai.

ab na ranj hum eapni rusvaai ka a dost,
tune to aaj hume apna pyar diya hai.

Maine tumhe chah kar kya gunah kiya hai,
logon ne is muhabbat ko badnam kiya hai.
ShikharAkash

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट