choomana cahahta hoon,

Tumhare adharon ki pankhuriyan
choomana cahahta hoon,
tumhare anchal me aaj
simatana chahata hoon.
na door jao aaj dekho
mousam kuch kahata hai.
aaj tum se apne dill ki
baat kahana cahata hoon.
raho tum samne mere,
main yahi cahata hoon.
ShikharAkash

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट