Gazal for you
yeh dil aaj kuch kahana chahata hai,
tumhe dil me basana chahata hai.
tu hi woh safar jise mai tay kar raha hun,
tujhe apni manjil banana chahata hai.
naa koi gila naa koi shikva hai sanam,
yeh to tere aagosh me panah chahata hai.
yeh dil aaj kuch kahana chahata hai,
tumhe dil me basana chahata hai.
ShikharAkash
tumhe dil me basana chahata hai.
tu hi woh safar jise mai tay kar raha hun,
tujhe apni manjil banana chahata hai.
naa koi gila naa koi shikva hai sanam,
yeh to tere aagosh me panah chahata hai.
yeh dil aaj kuch kahana chahata hai,
tumhe dil me basana chahata hai.
ShikharAkash
टिप्पणियाँ