yahi to mere pyar ki dor hai

tumhari baat hi kuch or hai,
yah sadgi or yeh khamoshi,
tumhari baat hi kuch or hai,
yahi to mere pyar ki hi dor hai.
tumhari baat hi kuch or hai,

door ho kar bhi pass ho tum,
yeh dooriyan nahi satati hume,
tere anchal ke baat hi kuch or hai.
tumhari khushi meri khushi,
tumhara gum mera gum,
yeh chahato ki baaten hai,
inki baat hi kuch or hai,
tumhari baat hi kuch or hai.

na mere bin tum, na tumhare bin mai,
tere mere is apnepan ki ab to,
dekho baat hi kuch or hai,
yahi to mere pyar ki hi dor hai,
tumhari baat hi kuch or hai.
ShikharAkash

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट