apni to duniya badal gayi.

Aap ka aana kya kahiye,
apni to duniya badal gayi.
bahut dino se jo baat na hui,
aj woh baat achnak poori hui.

Aap ka aana kya kahiye,
apni to duniya badal gayi.
socha na thaa tum yun miloge,
humare sapno ko such karoge.
khuda se jo shikayat thi humko,
ab woh shikayat bhi kahan rahi.

Aap ka aana kya kahiye,
apni to duniya badal gayi.

tum se mil kar poora hua hai,
armaan zindigi ka aye 'akash'
baton hi baton me dekho yeh ,
dosti ab pyar me badal gayi.

Aap ka aana kya kahiye,
apni to duniya badal gayi.
ShikharAkash

टिप्पणियाँ

लोकप्रिय पोस्ट